Wednesday 27 July 2016

G net ki sachai

 internet jivan ka mahtya purnn aang hai ?

hum internet ki sachai jante hai internet humare jivan ka ek mahtya purnn hissa ban chuka hai aur hum eske bina jivan ki kalpna bhi nahi kar sakte hai kyo ki yah ek jivan ka mahtya purnn aang hai .
aaj ke yug me internet ke bina jindgi ki kalpna karna asbhuo hai .
internet aj humari jarurt ban chuka hai kyo sabhi kary hum insano ne internet se jod diye hai .
yah ek jivan aang bhi hai aur agar galat hantho me lag jaye to nuksan bhi bahut puhchata hai ?
internet humare kam 15 din ke 5 min me kar deta hai yahi to iski mahnta hai ise crore insano ko rojgar diya hai
internet se crore pet palte hai jivan yapam chalta hai
duniya ko age le jane me internet ka ek bahut hi mahtya purnn yog dan hai ?
 insan eske bina jivan ki kalpna bhi nahi kar sakta hai
internet insan ka ek aang banchuka hai internet se sabhi mahtya purnn karye karte hai .
internet se visha ki puri jankari ghar pe bete milti internet hi puri duniya ko jod hai
internet ka puri duniya me galat prabhao bhi pada hai ese atakbad jyada fayada hua oh internet ke drora desh me aam janta ko internet ki side drora bhadkate hai dharm ke nam pe  desh ahinsa failate hai aur insano ko khatra bhi bad gaya hai .
ese insano ko fayada bhi bahut hota hai aur nuksan bhi hota
hum sabhi vish ke insano internet ka galat hantho me na padne de eska galat upyeg hone se bachaye esme desh aur vish me hani na ho eska kebal sahi upyeg me liya jaye ?



internet se hum puri dunia ki jankari ghar beta pa sakte hai esliye eska galat upye na kare jise kisi ke dil dard na ho aur kisi ko eske upyeg se hani na ho esko ache kary ke liye internet ko banya hai taki ese pura vish tarki kar es subhida ka bharpur upye apne kary ghanto ka kam minto me kar sake ?